Surprise Me!

Ahl-e-Irfaan Main Hai Bol Bala Tera - Manqibat(Urdu) in [2011] | Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi

2020-05-23 1 Dailymotion

Dar Madhe
Mazhar-e-Jalal-o-Jamal-e-Rabani, Jiggar-band-e-Ghous Azam Gilani (R.A)
Arif Lasani, Nabaz-e-fitrat-e-Insani, Khateeb Minmber Sahar Bayyani,
Sultan-e-Aqleem-e-Alfaz-o-Mani, Ghawas-e-Bahoor-e-Tahqeeq-o-Tadqeeq, Mufti-e-Hidayat,
Allama-e-Douran, Haft Zuban Shaer, Naseer-ul-Mashaikh, Mard-e-Qalandar Faqeer Mustaghni Dil, Abu-ul-Fazail.

Hazrat Peer Syed Naseer-ud-Deen (R.A) Naseer Goulrvi NaverAllah Marqadhu.

Paidaish (22 Moharam 1369 Hijri | 14 November 1949 Iswi)
Wisal (17 Safar 1430 Hijri | 13 February 2009 Iswi)

Manqibat (Urdu)
Ahl-e-Irfan main hai bol bala tira
Bajta mulk-e-Sukhun main hai danka tira

Guftgu pur asr thi bayyan kia karun
Dilnasheen yad aata hai lehja tira

Teri tasneef hai ishq ki roushni
Ban gaya hai sanad lafz likha tira

Dast basta khara hai sukhan rubru
Ahl-e-Irfan pey rawwan hai jo sikka tira

Tou hai Aal-e-Nabi (PBUH) Tou Aulad-e-Ali (R.A)
Khandan dou jahan mein hai Aala tera

Noor-e-Mehr Ali (R.A) Tou hai Kamil Wali
Pur zia khoobsurat hai chehra tira

Teri Touqeer Ahl-e-Tareeqat main hai
Char sou harr zuban pey hai charcha tira

Tere sarr parr hai kia baat amamey ki
Kia haseen Tere Tann parr hai Jubba tira

Hashr main jab Naseer haseen se mila
Main kahun ga keh laya hon Sehra tira

Teri turbat pey Anwaar ki barishen
Meri aankhun ne dekha hai jalwa tira

Tujh ko hasil hai Ishq Khuda-o-Nabi (PBUH)
Iss liye qalb-e-Kaifi hai shaida tira

- Manqibat Number # 10
- Page No: 170 - 172
- Book Name : Ashk-e-Aqeedat(Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam)
- Written and read by Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi Qadri Awaisi (Naatia Poet)

- Ashk-e-Aqeedat(Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam)
- Available at: https://drive.google.com/file/d/1XpQd1aG_1SLMA7Fbb4SvBsgC989Qidg6/view

Address

Aastana Aalia Ghousia Awaisia Near Qasim Bagh Khanqah Sharif T/D Bahawalpur, Punjab Pakistan.

Content Maker

Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi is a Teacher, Artist, Naatia Poet, Writer and Mystic.

His book (Ashk-e-Aqeedat) has been published that is collection of
Hamd-o-Naat, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat and Fardiyat in Urdu and Saraiki.
His other books that are in the process of publication are:
i- Aqwal-e-Kaifi
ii- Kaifyat-e-Kaifi
iii- Muqashafat-e-Kaifi (Volume-1)
iv- Muqashfat-e-Kaifi (Volume-2)
v- Bazuban-e-Khalq.

He has been conducting religious congregations and Spiritual Mahafils:
i- Mahana Mailad-e-Mustafa (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam) since 1987.
ii- Salana Mailad-e-Mustafa (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam) since 1987.
iii- Salana Mehfil Zikr-e-Ahl-Bait (RIZWANULLAH ALAIHE) since 1427 Hijri.
iv- Salana Mehfil Ghous-ul-Azam Hazrat Al-Sayyed Al-Shaikh Abdul Qadir Al-Jilani Al-Hassani-o-Al- Hussaini (Qudd-e-Sa Sirr-o-hul Azeeze)
v- Salana Mehfil Hazrat Khawaja Mohkum-ud-Deen Sairani (Rahmatullah Alaih)

Buy Now on CodeCanyon